...

3 views

yu Sapne me unka aana hume Bechain krke chale jana.....
Aaj kal wo mere sapno me aane lagi hai ...
Raat ko jaga kar, meri nind uada kar, jane lagi hai....
Ab kaise batae unko nind me aaker tum dil ki dhadkan tej kar jate ho....
Phir puri raat hamare sath hamare khawabo me bitaya karte ho.....
Kuch to samjha kijiye aap hmare dil ki baat..
Kabhi betho hakikat mai to karenge dil ki baat...
Jab yu aane lage ho abb tum sapno me is tarah ....
Kuch pal sath beth jaya karo na hakikat ki tarah....
© ©Mayankmayur