...

10 views

Insaaniyat Mar Rahi Hai😢
Insaaniyat ko daav pe lagaa kar,
Countries khel rahe hain juaa,
Laashon ki dher mein,
Koshish kar rahe hain,
Banaane apna basera.

Abb hai Palestine ki baari,
Khamoshi se dekh rahi hai ye duniya saari,
Insaaniyat aur maasoom insaan mar rahe hain,
Insaan ke haath,
Isse aur kya buri ho sakti hai baat.

© Anwari Peshkar