Din hai tere haq mein....
Yeh din hai tere haq mein teri Puri raat ni hai
Koi roke mujhe aesi kisi ki awqat ni hai
Na dar hai dhushmano ke lashkaro ka
Khuda hai saath phir to darne ki Koi baat ni hai
Buland hai hosla to darne ki koi baat ni hai

Woh dhundte hai gufao mein kai koilye
Par Kohinoor dhondhna har kisi ki baat ni hai
Dekha hai khud ko kai baar totte mein ne
Par koi jhuka sake aesi ki hi zaat ni hai
Woh malik hai dono jahano ka mera rab hai woh meri pehchan bhi
Zindagi di hai usne ji rahe hai uske dam pe
Mohabbat ke badle mohabbat milegi yeh zaruri nhi hai
Nhi hai dar ke ab apne mere saath ni hai

© Z@in@b~