kuchh Yun mulk ko sajaya jaye
Har chehre pe muskurahat ho
Aysa Nijam banaya jaye
Chot gairo Ko Lage or Dard khud Ko ho
Yaar aysa kirdar banaya jaye
Ye majhab ye rangat ye daulat ye sarhad ke jhagde se upar
Khud ki ek Pahchan banaya jaye
Bhul baithe hai sab yaha insaniyat
Insan Ko pahle Insan banaya jeye
Jaha betiyo ki izzat pamal na ho
Kisi bhuke ki aankho me intezar na ho
Kahi kisi kone me chikho pukar na ho
Muaashre me kuchh aysa intezaam laya jaye
Jine ka naya tarika dhundho
Zindagi Ko our aasan banaya jaye
Bujurgo ki khawabo ki Taber ho
Watan Ko kuchh Yun sajaya jaye
Fikr jise bas aawam ki ho
Hifajat uski ijjat aavru or maal ki ho
Imandari jiski pahchan see ho
Ayse hukmrah Ko hukumat me laya jaye
Ye waqt gya to fir lout ke na aayega
Lad pade aapas me to mulk nahi chal payega
Fool to dur hai khusbu bhi na mil payega
〰️〰️〰️〰️〰️〰️〰️〰️〰️〰️
ہر چہرے پہ مسکراہٹ ہو ایسا نظام بنایا جائے
چوٹ غیروں کو لگے اور درد خود...
Aysa Nijam banaya jaye
Chot gairo Ko Lage or Dard khud Ko ho
Yaar aysa kirdar banaya jaye
Ye majhab ye rangat ye daulat ye sarhad ke jhagde se upar
Khud ki ek Pahchan banaya jaye
Bhul baithe hai sab yaha insaniyat
Insan Ko pahle Insan banaya jeye
Jaha betiyo ki izzat pamal na ho
Kisi bhuke ki aankho me intezar na ho
Kahi kisi kone me chikho pukar na ho
Muaashre me kuchh aysa intezaam laya jaye
Jine ka naya tarika dhundho
Zindagi Ko our aasan banaya jaye
Bujurgo ki khawabo ki Taber ho
Watan Ko kuchh Yun sajaya jaye
Fikr jise bas aawam ki ho
Hifajat uski ijjat aavru or maal ki ho
Imandari jiski pahchan see ho
Ayse hukmrah Ko hukumat me laya jaye
Ye waqt gya to fir lout ke na aayega
Lad pade aapas me to mulk nahi chal payega
Fool to dur hai khusbu bhi na mil payega
〰️〰️〰️〰️〰️〰️〰️〰️〰️〰️
ہر چہرے پہ مسکراہٹ ہو ایسا نظام بنایا جائے
چوٹ غیروں کو لگے اور درد خود...