...

3 views

Her
Kuch khaas kya hai nhi pta
bas pasand hai

raat ke aasma me khamoshi liye
mera jugnu hai

shant sunsaan sa khwab me
shabnam si sard sansanati fiza wo

dariya jo raste banaye chala tha
uska hai falak wo

© point5140