...

4 views

Tumhari Aankho me
Tumhari aankho me uu doob jaate h
Gud se jyada meethe lgte ho
Imli se bhi jyada khatte
Tumhari madhosh khushbu saaye ki trah rahti h sath
Tumhari bechain dhadkan nhi jeene deti h mujhe
Satati h kuch iss trah ki saans ruk jaati h
Par tumhare liye unaka pyaar ni
Jis pal tumko baaho me bharte h
Lagta h maano jannat sath ho
Tumhari un aadao ne kuch iss trah ghayal kar diya h ki kambhakt iss pagal dil ko hum smjha hi ni skte
Suno laut kar aao na
Aaya kro to jaya na karo
Bus baaho me bharkar humein uhi sataya karo radha.
© parth