EK BAAR NAHI TOOTA DIL MERA 💔✍️✍️ ~ #VISHAL_MAKWANA
Ek Baar Nahi Toota Dil Mera❤️💔
(My Poetry) - Vishal_Makwana
Hum Bhi The Khushhal Apni Zindagi Me
Jab Mila Tha Pehli Baar Uss Haseen Se
Uski Hansi Bahot Hi Pyari Thi
Sach Bataun Wo Meri Saari Ki Saari Thi
Mulaqatein To Hr Roz Hoti Thi
Wo Bachpan Ka Pyaar Mera Tha
Alfaaz Bhi Ab Mere Kum Se Lag Rahe Hai
Jab Suna Ki Uska Naam Meera Tha
Bepanaah Ishq Karte The Hum Dono
Ek Dusre Ke Bagair Nahi Reh Sakte The Dono
Hr Duaaon Me Use Hi Manga Tha
Uske Sath Jeene Ka Maine Kiya Waada Tha
Fir Na Jane Kya Hua Wo Mujse Bahot Door Chale Gaye
Dekhe The Sath Me Jeene Ke Khwaab Wo Sare Adhure Reh Gaye
Khoobsurat Sa Aashiyana Tha Humara
Jab Toota Wo Uske Sath Hum Bhi Bikhar Gaye
Andheron Se Mera Gehra Rishta Ho Gaya
Khushiyon Se Pare Main Door Reh Gaya
Bahot Se Zakhm Diye Khudko
Phir Bhi Dardon Se Tere Jane Ka Gham Reh Gaya
Bahot Arso Baad Main Wapis Apne Ghar Aaya
Phir Bhi Na Jane Use Bhool Na Paya
Ajnabee The Sab Yaha Pr Hr Jagah
Phir Mil Gayi Mujhe Jeene Ki El Nayi Wajah
Dard Kum Nahi Huye The Mere
Isiliye Main Apne Alfaazon Ko Likh Raha Tha
Mehfilon Me To Waah Waah Ho Rahi Thi
Pr Janaab Main Shayari Likhna Sikh Raha Tha
Uski Qatilana Nazrein Or Zara Sa Nasha Chadha Hua Tha
Uski Pyaari Baatein Or Baaton Me Mera Zikra...