khwab jo dekha
Ek Khwab jo har koi dekhta hai,
Ek chehra jo har koi pehchanta hai,
Us chahre me chhupa ek dard hai,
Is dard se mera rishta bada gehra hai..
Chali thi mai anjaane Safar me,
Manzil ka koi pata naa tha,
Saathi to bahut the safar me mere,
Koi Humsafar apna paas na tha..
Ek chehra tha tab samne aya,
Mujhe dekh tha wo muskuraya,
Jab puchha maine kaun ho tum,
To bola tumsa bhatka musafir hu..
Laga mujhe bhi kuch achha sa,
Mann mera bhi tha chehchaya ,
BUadi muddat ke bad koi mere,
Safar me sath tha chalne aaya...
Maine puchha kyun chuna yeh Safar,
Rasta bada dubhar hai idhar,
Badi masumiyat se mujhe bataya,
Manzil bhatak gya hu zra saa...
Sambhalei maine ashq jo mere,
Usko bhi tha rota paya ,
Is bheed bhari dunia me usko,
Akele chalta payaa tha...
Aya fir wahi khwab...
Ek chehra jo har koi pehchanta hai,
Us chahre me chhupa ek dard hai,
Is dard se mera rishta bada gehra hai..
Chali thi mai anjaane Safar me,
Manzil ka koi pata naa tha,
Saathi to bahut the safar me mere,
Koi Humsafar apna paas na tha..
Ek chehra tha tab samne aya,
Mujhe dekh tha wo muskuraya,
Jab puchha maine kaun ho tum,
To bola tumsa bhatka musafir hu..
Laga mujhe bhi kuch achha sa,
Mann mera bhi tha chehchaya ,
BUadi muddat ke bad koi mere,
Safar me sath tha chalne aaya...
Maine puchha kyun chuna yeh Safar,
Rasta bada dubhar hai idhar,
Badi masumiyat se mujhe bataya,
Manzil bhatak gya hu zra saa...
Sambhalei maine ashq jo mere,
Usko bhi tha rota paya ,
Is bheed bhari dunia me usko,
Akele chalta payaa tha...
Aya fir wahi khwab...