...

4 views

self respect😊
apni self respect se bhi pyar h mujhe
mujhe kisi ki battering krna nhi aata
achhi hu buri hu jaisi bhi hu aisi hi hu mai
mujhe kisi k liye khud ko badlna nhi aata
mujhe ghuma fira kr bat
krna nhi aata
bina glti k mujhe kisi k
samne jhukna nhi aata
mujhe be bjh kisi pr hak
jatana nhi aata
mujhe kisi bettring krna nhi aata
© anjali chauhan