...

1 views

hone ko hai Milan apna - Duet romantic


4 Voices - Kya hai hua , tera mera , Dil hai kyun ye Bahka Bahka
Chalen kyun hai girti Firti, Tan Kyun hai ye lhka lhka.

Music small interlude for short period.


M -Arman dil me Machal rahe, hone ko hai Milan apna.
Arman dil me Machal rahe hone ko hai Milan apna.

F-Galon pe laali hai. Sansone me Garmin hai,
chehre pe to hai Sharam ab naaaaa.

F - Arman dil me Machal rahe, Hone ko hai Milan apna.


M - Chalo Mita den Duriya ab, Mauka aisa milega na ab,

Antara 1 -

M - Baarish ka bunde, hothon ke raste se, , Banke lahun ab bahne lagin hai.

M - Garm hain mausam, , bahke hai jajbe, payal bhi khankhan Karne lagin hai.

M - Chlo ab na tadpe hum , chlo ab na tarse hum,
M - Tere mere beech me duniya ki koi, baki rahi hai rasam ab na.
( Bridge to Mukhra line melody )

Antara 2 -

F - Labon ko mila kr labon se apne, janmon ka pyaasa bana de tu humko.

F - Kho kr ke khud ko,bahon me teri, janam janam sung rahena hai humko.

F - bijali sa jal rah badan ye mera , Baki ab hai sabar koi na.

M - Arman dil me machal rahe hone ko hai Milan apna.
F - Galon pe laali hai, sanson me Garmin hai, chehre pe to hai Sharam ab na.
M - Arman dil me machal rahe hone ko hai Milan apna.

ending music

© 7SKY MUSIC and ENTERTAINMENT