...

6 views

Teri chahat ki Tamanna
Ashq ankhon me
bewajah to nhi ate.....
kisi shksh ki yadein
kisi ko is kadar to nhi tadpate....

ye yuhi tumhara khyal mn me ana..
Tere hone ka ahsas hona
fir Bina alwida khe chale jana....

kya ye pyar bhara sandesh tumhara hai
Ya Teri chahat ki Tamanna
jo pana av adhura hai.....

© Preet