Teri kahaani ban jaaye...
Baatein karu to teri kahaani ban jaaye,
kalam uthakar gar kuch likhu to teri nishaani ban jaaye,
iss qadar sheetal hai man tumhaara,
ek jhalak dekh le gar, to pyaasa bhi paani ban jaaye,
yun apni baaton aur adaaon se dil na jalaaya karo,
jee bhar ke saat lo, manjoor hai mujhe,
par khfa hokar aise teer na chalaaya karo,
kabhi talkhiyon ko darmiyan aane na dena,
jo mithaas hai hmaare rishte ke glass me, usme kadwahat ghulne na dena,
kaano jaati hai rooh...