...

6 views

โ€œ๐€๐’๐‡๐‹๐„๐„๐‹๐“๐€ ๐Š๐„ ๐’๐€๐€๐˜๐„ ๐Œ๐„๐ˆ๐ ๐ˆ๐๐’๐€๐€๐… ๐Š๐ˆ ๐“๐€๐‹๐€๐’๐‡โ€

๐—œ๐˜€ ๐—ธ๐—ฎ๐˜ƒ๐—ถ๐˜๐—ฎ ๐—ธ๐—ฒ ๐—ฑ๐˜„๐—ฎ๐—ฟ๐—ฎ, ๐—ธ๐—ฎ๐˜ƒ๐—ถ ๐—ฎ๐—ฝ๐—ป๐—ถ ๐˜€๐—ผ๐—ฐ๐—ต ๐—ธ๐—ผ ๐˜ƒ๐˜†๐—ฎ๐—ธ๐˜ ๐—ธ๐—ฎ๐—ฟ๐˜๐—ฒ ๐—ต๐˜‚๐—ฒ ๐˜†๐—ฒ๐—ต ๐—ธ๐—ฒ๐—ต๐—ป๐—ฎ ๐—ฐ๐—ต๐—ฎ๐—ต๐˜๐—ฎ ๐—ต๐—ฎ๐—ถ ๐—ธ๐—ถ, ๐—ท๐—ฎ๐—ฏ ๐˜๐—ฎ๐—ธ ๐—ต๐˜‚๐—บ ๐—ฎ๐—ฝ๐—ป๐—ถ ๐—ถ๐˜‡๐˜‡๐—ฎ๐˜ ๐—ฎ๐˜‚๐—ฟ ๐—ฎ๐—ฎ๐—ฐ๐—ต๐—ฎ๐—ฟ๐—ฎ๐—ป ๐—ธ๐—ผ ๐—ป๐—ฎ๐—ต๐—ถ ๐˜€๐—ฎ๐—บ๐—ท๐—ต๐—ฒ๐—ป๐—ด๐—ฒ, ๐˜๐—ฎ๐—ฏ ๐˜๐—ฎ๐—ธ ๐—ถ๐—ป๐˜€๐—ฎ๐—ฎ๐—ณ ๐—ธ๐—ถ ๐—ฎ๐˜€๐—น๐—ถ ๐—บ๐—ฎ๐—ฎ๐—ป๐—ด ๐—ฎ๐—ฑ๐—ต๐—ผ๐—ผ๐—ฟ๐—ถ ๐—ฟ๐—ฎ๐—ต๐—ฒ๐—ด๐—ถ. ๐—”๐˜€๐—ต๐—น๐—ฒ๐—ฒ๐—น๐˜๐—ฎ ๐—ฎ๐˜‚๐—ฟ ๐—ถ๐˜‡๐˜‡๐—ฎ๐˜ ๐—ฒ๐—ธ ๐—ฑ๐˜‚๐˜€๐—ฟ๐—ฒ ๐—ธ๐—ฒ ๐˜ƒ๐—ถ๐—ฟ๐˜‚๐—ฑ๐—ฑ๐—ต ๐—ต๐—ฎ๐—ถ๐—ป; ๐—ท๐—ฎ๐—ฏ ๐˜๐—ฎ๐—ธ ๐—ต๐˜‚๐—บ ๐—ฎ๐—ฝ๐—ป๐—ฒ ๐˜ƒ๐˜†๐—ฎ๐˜ƒ๐—ต๐—ฎ๐—ฎ๐—ฟ ๐—ฎ๐˜‚๐—ฟ ๐˜€๐—ผ๐—ฐ๐—ต ๐—ธ๐—ผ ๐˜€๐˜‚๐—ฑ๐—ต๐—ฎ๐—ฎ๐—ฟ ๐—ป๐—ฎ๐—ต๐—ถ ๐—ธ๐—ฎ๐—ฟ๐—ฒ๐—ป๐—ด๐—ฒ, ๐˜€๐—ฎ๐—ฐ๐—ต๐—ฐ๐—ต๐—ฒ ๐—ถ๐—ป๐˜€๐—ฎ๐—ฎ๐—ณ ๐—ธ๐—ถ ๐˜‚๐—บ๐—บ๐—ฒ๐—ฒ๐—ฑ ๐˜€๐—ถ๐—ฟ๐—ณ ๐—ฒ๐—ธ ๐˜€๐—ฎ๐—ฝ๐—ป๐—ฎ ๐—ต๐—ถ ๐—ฟ๐—ฎ๐—ต๐—ฒ๐—ด๐—ถ. ๐—ž๐—ต๐˜‚๐—ฑ ๐—ธ๐—ผ ๐˜€๐—ฎ๐—บ๐—ฎ๐—ท๐—ต๐—ป๐—ฎ ๐—ฎ๐˜‚๐—ฟ ๐—ถ๐˜‡๐˜‡๐—ฎ๐˜ ๐—ฑ๐—ฒ๐—ป๐—ฎ ๐—ต๐—ถ ๐—ฎ๐˜€๐—น๐—ถ ๐—ถ๐—ป๐˜€๐—ฎ๐—ฎ๐—ณ ๐—ธ๐—ถ ๐—ฟ๐—ฎ๐—ฎ๐—ต ๐—ต๐—ฎ๐—ถ.



Bachpan mein seekha tha, izzat ka kya mol hain,
Par aaj zamaana kyun is baat se bekhabar hain?
Jo khud apne tan ka pradarshan khule bazaar mein karti hain,
Wo kyun awaaz utha rahi, jab izzat ka qatl
ho raha hai?

Chehre pe muskaan, par andar khaali sannaata hain,
Jism ko sajaake, duniya ko kya dikhana chahti hain?
Phir kehti, 'Insaaf chahiye, ab toh humari
baari hain,
Arey! Par kabhi socha hai, is daur mein kya asli zimmedaari hain?

Ashleelta ki chamak mein lajja kahin
kho-si gayi hain,
Jis samajh ki baat karte, wo bhi ab
vilupt ho raha hain.
Kya yeh sach hai, jo jala rahi hai aag andar se,
Usi ki wajah se maamla zyada ghehra ho raha hain.

Insaaf ke raaste pe chalne se pehle khud ko
toh dekho,
Apni soch aur apne irade ka aaina bhi toh dekho.
Badan ki dukaandari aur izzat ki jo farmaish sath chalegi kya?
Ispe bhi ek dafa nazar daal kar toh dekho.

Kahaan kho gaya woh parda jo lajja ko sambhale,
Jahaan soorat se zyada, sirf insaaniyat ko taade.
Jism se izzat kabhi paayi nahi jaati,
Phir yeh โ€˜justiceโ€™ ki awaaz kyun uthayi jaati?

Bhaichare ke daaman mein hai asli raahat ki kahani,
Jab khud ki izzat samajh lo, tab milegi tumhe
insaaf ka pani.
Arey! Ashleelta ke ghere se nikal kar toh dekho zara,
Tab samajh aayega, duniya ki asli rangeen kahani.

Is duniya mein rang-roop se kuch nahi hota,
Bohot zaroori hai izzat ki roti kamana.
Aazadi aur haq ki baat kartey hai , phir bhi galat raah chunte hain,
Khud ki izzat ko na samjho, toh insaaf bhi
rahega adhura.

Insaaf ki baat karte ho, kya kabhi apne zameer ko samjha hai,
Jab soch hi itni bhaddi hai, tab insaaf ki chahat
kaise paaogey?
Jab tak tum khud apne tan aur man ki izzat
nahi karongey,
Tab tak insaaf ka paani bhi tumhe sukoon
nahi de paayega.


โ€œ๐‰๐š๐› ๐ข๐ณ๐ณ๐š๐ญ ๐ก๐ข ๐ง๐š ๐ฌ๐š๐ฆ๐ฃ๐ก๐จ, ๐‰๐ฎ๐ฌ๐ญ๐ข๐œ๐ž ๐ค๐ข ๐ง๐š๐ณ๐š๐ซ ๐ฃ๐ก๐ฎ๐ค๐ž๐ ๐ข,
๐๐š๐๐š๐ง ๐ค๐ข ๐๐ฎ๐ค๐š๐š๐ง๐๐š๐ซ๐ข ๐ฌ๐ž, ๐ˆ๐ง๐ฌ๐š๐š๐Ÿ ๐ค๐ข ๐ซ๐š๐š๐ก ๐ค๐š๐›๐ก๐ข ๐ง๐š ๐ฆ๐ข๐ฅ๐ž๐ ๐ข.โ€

- ส™ส สœแด€ส€แด…ษชแด‹ แดŠแด€ษชษด. ยฉ
ยฉ Hardik Jain