...

14 views

Corona Mai Majduro Ka Jang
Takleefo se gunjte huye suru huyi
Thi kuch MAJDURO ki Kahani,
Ayethe eya Gaown Chod kar
Apne Bhavisya Banane
Sath hi apne bachho ki
Kuch khwaishe pura karne.
Lekin ekdin achhanak se ayi
Andhi jesi Corona Mahamari
Khatam ho gayi unki khushiya sari,
Phir suru hui LOCKDOWN ki Kahani.........
Kahi Par chuti kisiki naukri
To kahi par bichada kisika ashiyana,
Kahi par nahi mila 2wakt ka khana,
To kahi par na mila anaj ka ek dana.
Kuch dino baad sarkar ki manjuri se
Koi bus ya train se aya,
Jo aa na saka
woo Padel chal pada apna Gaown.
#PoemOnCorona
#lockdownthoughts
#mythoughts
#lockdownpoem
#StaySafeIndia🇮🇳💝
#StayhomeStaysafe
#behealthy
@Writco
@Hitik7073