...

3 views

PARVATI
ye khani hain
Ek shakti ki, Shiv ki ardhangni ki
Shiv pyaari sati ki
shiv ki patni parvati ki
kailash mein rhene wali kailash swamini ki
liya janm sati bankar
shiv ke sath safar tayi kiya parvati bankar
unhe Kya pata tha ki vo keval Rani nhi
shiv ki ardhangni hain
ki vo ek agni hain
kaise janu mein kaun hain vo
Vo tho kudh ek sawal hain
aur kudh vo ek jawab hain

-Aksheita Dholakia

© All Rights Reserved