14 views
dil aajaye kisi pe to bataya kar
Achanaq se mere samne na aaya kar
Yue boton ki tarah na muskuraya kar
Mai dar jata hu teri sorat dekh kar
Pas e khuda mere sapne me na aaya kar
Suna hai mann halka hota hai batane se
Kabhi kabhi hal-e-dil sunaya kar
Log tujhe denge mere naam k taney
Mujhe apni ankho mai na basaya kar
Naraazgii muzir hai rishtedari k liye
Choti choti baaton pe moo na banaya kar
Is be-asr pardedari se to behtar hai
Ankho mein jana kajal lagaya kar
Is mashware k chakar mein kunwari rahogii
Dil aa jaye kisi pe to bataya kar
Apne ghar jane mein kya ijazat lena
Bs Bina khatkhataye he andar aaya kar
Zanjeer ranjishon ki tod de chal
Agr galay nahi milta to haath milaya kar
Phir yue nhi milte ache yaarane
Koi rooth jaye to manaya kar
Tumpe yue bhi nhi hoga koi foda mehboob
Dil-e-aashik ko ankho mai basaya kar
© mehboobs quote
Yue boton ki tarah na muskuraya kar
Mai dar jata hu teri sorat dekh kar
Pas e khuda mere sapne me na aaya kar
Suna hai mann halka hota hai batane se
Kabhi kabhi hal-e-dil sunaya kar
Log tujhe denge mere naam k taney
Mujhe apni ankho mai na basaya kar
Naraazgii muzir hai rishtedari k liye
Choti choti baaton pe moo na banaya kar
Is be-asr pardedari se to behtar hai
Ankho mein jana kajal lagaya kar
Is mashware k chakar mein kunwari rahogii
Dil aa jaye kisi pe to bataya kar
Apne ghar jane mein kya ijazat lena
Bs Bina khatkhataye he andar aaya kar
Zanjeer ranjishon ki tod de chal
Agr galay nahi milta to haath milaya kar
Phir yue nhi milte ache yaarane
Koi rooth jaye to manaya kar
Tumpe yue bhi nhi hoga koi foda mehboob
Dil-e-aashik ko ankho mai basaya kar
© mehboobs quote
Related Stories
26 Likes
32
Comments
26 Likes
32
Comments