...

2 views

Haarta hu mai sada par wapis aana padta hai
Haarta mai hu sada par wapis aake chinna padta hai,
Haar ko siwkar karke wapis uthna padta hai,
Uth ke dusre lakshya ko hassil karna padta hai,
Haarta mai hu sada par wapis aake chinna padta hai....
Phool se bicha hua rasta ho ya
Dhoop se taptapa ta rasta ho,
Chalte rehna padta hai,
Haar ko mehsus karke chalte rehna padta hai,
Jeet jab mile toa mehnat ka shukriya da karke chalte rehna padta hai...
Phool se bicha hua rasta ho ya
Dhoop se taptapa ta rasta ho,
Chalte rehna padta hai.....