...

6 views

kya hua....
dil sehma hua hai ,
per kisiko khabar nhi ,
abhi ayi thi chen milne ,.
ab becheni ko bhi to sabar nhi .....

kampti hath kyu tere ,
itna dara hua hai?
duniya se kese chupa leta hai,
andr se hara hara hua h!!!

sabki baten sunnta hai ,
teri baten kn sunega !!
itna na smjha kr sabki halat ,
tujhe kya hua, kn hi puchega?!!

darta hai ?zamane se?
tujhe kamjor na kehde koi?
jo dil se muskurata tha kabhi ,
sun , tu hi hena wahi !!!!

wakt ne sath nhi diya !
jindi ki hazar sarten hein ?
ess duniya ke bheed mai ,
sab andr hi andr ladte hen!!!!