...

6 views

Ladki ka Farz
Kisi ki beti, kisi ki behen, kisi ki pothi, kisi ki dost, kisi ki saheli, kisi ki nathi, kisi ki banji, kisi ki dushman, kisi ki pyaar, kisi ki pariwaar, kisi ki chachi, kisi ki mausi, kisi ki bheewi, kisi ki bahu, kisi ki babhi, kisi ki nanand, bus kya-kya nahi hai hum, aur in saare farz nibhate nibhate kab khud se khud ki rishta nibhana chod diya, kabhi patha hi nahi chali...!!!
© gratitude for solitude