...

30 views

Zindagi dho pal ki hai....
Zindagi dho pal ki hai,
aaj hai, kya pata kal na rahe.
esliye har pal ko kushi se manaye,
kya pata dusre pal sabko vida kar jaye.
Zindagi ek safar bhi hai.
Jisme dho raste hone hai, ek sahi doosra galat.
Galat sah chunege tho khayi me gir jayenge,
par agar sahi raah chunege tho gir ke bhi oot jayenge.
Poori duniya apni hai, aur aupno se kya rootna,
kyu unki kushiyu ko hame hai kootna
hum manushya hai, isliye nishchai hai, hum dil ka tootna
tootthe samay aavshyak hai, kisiko apni vyaktha bantna.
Bantne se mann halka hoga,
aur oos samay tumhare saath sirf vahi hoga,
jisko tumne kabhi sahara diya hoga.
agar tumne kisi ko bure vakt me,
aank dhikaya, tho kal vo bhi
tumhare bure vakt me aank dhikayenga,
aur agar tumne us samay uska saath diya,
tho uska mann halka ho jayega.
yaad rakho agar tumne kisi ko kuch kaha,
ya kiya tho uska kuch nahi jayega
par vahi cheez ek din, tum pe aa jayega,
aur us samay tumhara kuch na buch jayega.
kyunki, zindagi dho pal ki hai,
aaj hai, kya pata kal na rahe...