50 views
Benaam rishta...
Ek rishta jo tere mere darmiyaa hai....
Pata nahi iska naam kya hai..
Anjaan hoke bhi chal raha hai sath mere
Pata nahi iska kaam kya hai...
Ab toh maine bhi isse apna liya hai....
Pata nahi iska anjaam kya hai....
Kaha tak rahega sath mere kaha tak chalega ...
Pata nahi iska muqam kya hai....
© The Dreamer
Pata nahi iska naam kya hai..
Anjaan hoke bhi chal raha hai sath mere
Pata nahi iska kaam kya hai...
Ab toh maine bhi isse apna liya hai....
Pata nahi iska anjaam kya hai....
Kaha tak rahega sath mere kaha tak chalega ...
Pata nahi iska muqam kya hai....
© The Dreamer
Related Stories
47 Likes
9
Comments
47 Likes
9
Comments