...

3 views

Qubool hai
Sham ka dhalna yun uthna aur girna Qubool hai,Tumhara muskurana, Ek jhalak dikhla kar yun chup jaana qubool hai.
Ishq hokar bhi chup rahna par aankho se byaan karna qubool hai
Teri har adaa aur un addaon pe mera marr mitna qubool hai Sab qubool hai tu qubool hai, Bas Qubool hai.
#Qubool #Ishq
© @GK