...

8 views

FARAIB
Le k soonch kuch aisi Kar baithy thay hum pyaar
Ki chahaton ka meri nikle ga wafadaar.

‏Hale dil ka uss sy jo karne lage izhaar
Talkhi say karty rahe khushiyon p meri waar.

‏Chahat ‏ko uss ‎ki ‎kiua ‎dil ‎ma ‎giriftaar ‎
‎ surat ‎ka ‎uss ‎ki ‎sajaya ‎mann ‎ma ‎ha ‎istihaar ‎.
‎‏
‏faraib ‎p ‎uss ‎k ‎jo ‎karty ‎rahe ‎aitbaar ‎
‎chinta ‎hi ‎gaya ‎muj ‎sy ‎mere ‎dil ‎ka ‎qaraar ‎.

‏kar ‎k ‎meri ‎mohobat ‎ko ‎inkaar
‎dil ‎ko ‎mere ‎kiya ‎ha ‎uss ‎ny ‎zaar. ‏. ‏
‏‏
‏chale ‎thy ‎girane ‎rah ‎ki ‎har ‎deevaar ‎
‎ khoob ‎nibhayi ‎uss ‎ny ‎kr ‎k ‎meri ‎umeedon ‎p ‎waar ‎. ‏. ‏
© Mmasrat riyaz