Tumhari kajal ka raaz
Ki aisa kya hai tumhari aankhon me mujhe nahin maalum magar aisa kya hai tumhari kajal me ye to bata hi dena aaj
Nasha itna ye giraye ki main na kho kar bhi khud ko bhul jata Hun ,
Hazaron bahane tum banao manjur mujhe magar aisa kya hai tumhari kajal me ye toh bata hi dena aaj ,
ki nigahen ab lakhon ore ghum ke bhi thehre toh...