...

1 views

khali panne
Esha kyuu hota h zindagi m
ki kuch panne aadhore he reh jate
Kuch yaadein ko bharne k liye
kyu un paanno ko khali chod diya jata h
Par esha kyu hota h ki woh panne kavi bhar paate he nahi
Zindagi ki kitab aage badh kar naye panno m apni
Kahani likhna shuru kar deti h
Par woh khali panne kyu khali k khali he reh jate
Par kyu un khali panno m kuch dhondne ki koshish m
Un safeed panno ko paani k dhabbo s bhar dete...