โ๐๐๐๐๐๐๐ ๐๐๐ ๐๐๐๐๐ ๐๐๐๐๐๐โ
Is kavita ke dwara, kavi apni soch ko vyakt kartey huye yeh kehna chahta hai ki zindagi ek aisi kitaab hai, jismein har pal, khushi aur dard ka likha hona zaroori hai. Yeh kavita khud ko samajhne aur apne anubhavon ko saaf tarike se bayaan karne ki koshish hai, jisse hum apne raaz aur dukh ko samajh sakein aur khud ko phir se paane ki talash mein nikal sakein.
Zindagi par ek kitaab likhunga,
Usme khud ke sabhi raaz likhunga.
Mausam ki khushbu se bhare har pal likhunga,
Khud se hi ki hui sarri baatein likhunga.
Har ek khushi jo mili, wo likhunga,
Sath baith kar khud se ye baat likhunga.
Mitti ki khushboo se bhari woh yaad likhunga,
Pal pal mein chhupi dhundhli woh baat likhunga.
Chandni raaton mein khushiyon ki baatein hui, woh likhuga,
Usi raat, khud se ki banayi dastaan likhunga.
Waqt ke sath jo sab kuch badal gaya, woh likhuga,
Har muskurahat ke peeche chhupi woh baat likhunga.
Dard...