...

10 views

pta nahi
aaj hu bheed me
kal ka, pta nahi??
ro rahi hu
hassne ka ,pta nahi??
akeli hu
saath kya hai ,pta nahi??
kal ki fikr hai
aaj ka ,pta nahi???
khone ka drr
uske apna hone ka ,pta nahi???
bata to roj rahi hu
sunne ga koi mujhe ,pta nahi??
bikhr raha hai sb kuch
samblne ka ,pta nai??
andera har pal mera ho raha hai
roshni ka ,pta nahi??
shor Bahut ander mere
khamoshi ka kuch,pta hi nahi ??
likh rahi hu usse har pal
padega wo, pta nahi ??

© PM