...

24 views

Freestyle
Aaj kal ke log sikhane chale mujhe ke karna kya hain
Soch ki baat woh karte jinke paas akal na hain
Zamane ki soch ko badal na hain
Yeh thaan ke chalna hain sirf aage badh na hain
Girane ki koshish chale jitni karle fir bhi na girna hain
Sar na jhukana hain ab zamane ko dikhana hain
Manzil tak pahunch na hain bus ab aage badh na hain
© modernshayar