...

2 views

Miss u dima
aapke sms se hoti thi meri gm
aapke sms se hi hoti thi gn
ab to jaise. hamari bato ka
silsila tham sa gya ham bure ho gye
ya hamare halato ne hme bura thahara diya.....
koi bhi pal aisa nhi hai hota
jab maine aapko yad na kiya ho
aapki yado ne mera mera jeena dusbar
na kiyaa ho....
Laut aao na dima aapke bina
rha jata nhi mujhse ....
kaise batau aapko aapke bina.
mai rah nhi skti ...
Aaj apne jajasbat likh rhi hu
kyuki mai aapke alva
kisi se kuch kah nhi skti
koi glti ki h to sza suna to mujhe
pr yu chhod kr jao na
dima plz mere pas laut aao na
.miss u so much dima
© Akshu chauhan