...

2 views

Sarav Pratam Main Insaan...
Na hindu, Na shikh, na Shai, na muslmaan ,
Sarav pratam main insaan ,
Janu ek hi dhaam o hai hindustan ,
Desh pratam abhimaan ,
Main insaan desh ka gravo gaan ,
Maanu ek hi naam o hai hindustan...

Meaning Of the Poem:-

Na main kisi jaati ka na Dharam ka main sarav partam insaan hu jo sirf hindustan ko apne Ghar ya apne maatra bhumi ke naam se janta hai aur Desh mere liye mera abhiman aur main desh ka gravo gaan hu aur main ek hi naam ko manta hu hindustan na ki kisi jaati ya dharam se kisi insaan ko .....




© VINIT KUDDOR