KUCH ALFAZ ZINDAGI KE NAAM
yha ashq bhi yha dard bhi,
yha zulm ka Saya bhi hai,
ye jo zarra -zarra hai ro rha,
koi khat na koi dar mila,
tanhayi ke Alam me mujhko
tanhayi ka Saman mila........
yha dhadkane bekarar hain,
mere dil me jo ye malal hai,
yha ansu bhi sukhe pde,
aur khak bhi banzar padi........
kbhi sochti hu dil me Mai,
kbhi puchti hu rab se Mai,
kyu mili mujhe ye sasen hain,
kyu mili mujhe ye zindagi........
meri rooh bhi ghayal pdi,
is zakhm💔 ka marhum nhi,
fir bhi hasti hu bewajah hi Mai,
yhi zindagi ki khani hai........
© Tute sitare
yha zulm ka Saya bhi hai,
ye jo zarra -zarra hai ro rha,
koi khat na koi dar mila,
tanhayi ke Alam me mujhko
tanhayi ka Saman mila........
yha dhadkane bekarar hain,
mere dil me jo ye malal hai,
yha ansu bhi sukhe pde,
aur khak bhi banzar padi........
kbhi sochti hu dil me Mai,
kbhi puchti hu rab se Mai,
kyu mili mujhe ye sasen hain,
kyu mili mujhe ye zindagi........
meri rooh bhi ghayal pdi,
is zakhm💔 ka marhum nhi,
fir bhi hasti hu bewajah hi Mai,
yhi zindagi ki khani hai........
© Tute sitare