12 views
sorry
pata nahi kyu aaj hawaon me ek ajib sa sannata hai ,
bhid me bhi ye dil bas tumhe dhundhana chahata hai .
janata hai ki mil nahi sakte....(2)
par kosis karna chahata hai.
shayad hamari ladai ne ise rok rakha hai ..(2)
Varna ye dil to kuch kar gujarana chahata hai
socha tha meri narazagi me manaoge mujhe..(2)
par ye na socha tha ki khud Ruth jaoge mujhse .
pata hai mujhe ki tumhari narazagi kuch der ki hai
par na jane kyu dil ab darane laga hai
ki kahi chhotti si ladai
kahi badi na ho jaye
tumhare gusse ke aage kahi mera pyar kam na ho jaye
Maine apni galati ki manfi tumse mang to li hai
par tumne abhi bhi shayad mujhe maf nahi kiya hai
ab to lagata hai tumhara gussa mere pyar se badhakar hai
par mere liye to tumhari khushiyan hi sabse badhakar hai
ab to bas yahi dekhana hai ki kya mere liye tumhara pyar vaisa hi hai
ya fir is duniya ki tarah hi tumhara pyar bhi kuch ladaiyon par nirbhar hai

Related Stories
29 Likes
5
Comments
29 Likes
5
Comments