...

28 views

zindagi main hu 💓
zindagi mein hu Abhi yaha
zindagi mein hu Abhi yaha
beshak waqt nai daraya hai
tune mujhe mujh Sai nafrat karna sihkaya hai par tu sun mere Pukar
Abhi hare nahi hu
Abhi hare nahi hu
zindagi mein hu
zindagi mein hu
Jang maine Abhi shuru ki hain
beshak waqt nhi hain asaan
par tu sun mere Pukar
zindagi mein hu
zindagi mein hu
chehra beshak bigada hain par khud
Sai nhi Gaye hu haar zindagi mein hu yaha , mein hu Abhi yaha .
tu mere sun Pukar Dil hara par junoon
nhi hoga shant ,nhi hoga shant
zindagi mein hu Abhi yaha
zindagi mein hu Abhi yaha .