...

0 views

rasta
naa jane ye zindagi humain kya kya dikhati hai kabhi humain hasate hai aur kabhi rulati bhi kabhi hum se masti karvati bhi hai aur kabhi apno se door kar deti hai kabhi to naye logo se milati hai aur kabhi dosto se juda kar deti hai naye raah aate aur purane raah chale jate hai kabhi to muskarate hue chare aur kabhi to rote hue aapke samne se gujar jate hai kabhi to bachpan ko dekhta hoon to meri umar ka pata hi nahi chalta aur kabhi apne chare ko dekhta hoon to budapa nazar aajata hai kabhi main sochta hoon main apni zindagi main kya kiya par abhi main dekhta hoon Maine to kuch nahi kiya main wahaa par nahi pooch saka main mahnat sahi se nahi kiya par ye nahi soch saka main kyo wahaa rok gaya log haste hai to hasne do wo naa humari zindagi badal sakte hai aur naa hum kuch kar sakte hai aasoo main badi taqut hoti hai par rone ke liye nahi log aur dost bahut kuch kahte hai par rashta aapko khud hi chuna padta hai


© putta