...

5 views

Ek tarfa🙂💗
Ajj thoda pyaar jata du kya ?? Tum mere ho sabko bata du kya??

Mera kamra boht udas sa hai Tumhari ek tasveer laga du kya ??

Tujhe likhne mein din chala gaya Sochne mein raat bita du kya??

Aap par ye zindagi tamam ki hai kahon toh meri diary dikha du kya" ???

© maahiii__18