...

0 views

kabhi kisi ko apna samajhta tha
kabhi kisi ko apna samajhta tha,jab uske zindagi dosra aaya main parya ho gaya kahte hai maa baap har zindagi main aapka saath dete hai par ye Jan nahi paya jab ghar do bete hote hai baap jisae pasand karte hai usi ka saath dete hai log kahte hai aisa kuch nahi hota par mere saath wahi hota aaj dukh hota hai par main kuch nahi kar sakta jab bhagya saath na de bhagya jo diya hai usae sar jhuka ke Maan Lena chahiye kabhi mann main khalyat itni aati hai us khaylat ko rok nahi pate hai to kya hota jo aana wo aana usae aane do aur kisi ko kabhi apna mat samajhna chahiye maa baap bhai biwi dost beta koi apna nahi rahta dukh hai par apne aapko akela kabhi mat samajhna
© putta