...

11 views

Bin kuch kahe chale jana galat tha.
Ha bata dete agar mera hak jatana galat tha,
bevajah tumhari baato pe muskurana galat tha,
kah dete ke mera dil lagana galat tha
kah dete tumhari yaado mei kho jana galat tha,
vo Sare vaade nibhana galat tha,
ha kah dete ki tumse dil lagana galat tha,
tumse har chhoti badi baat batana galat tha,
kah dete ki mera tumse dil lagana galar tha,
par sach to yeh hai ki tumhara yun bin kuch kahe chale jana galat tha.
© Manumishra29