...

5 views

kuch waqt
kuch waqt meine v bitaya...
uska aaj meine karz chukaya...
usne jo kiya wo sab jataya...
usne ye nhi bataya...
ki pyar me meine khud ko gavaya...
sab kuch krke meine yeh sirf dhoka paya..
ki jindagi ne har insaan ka badlta rang dikhaya...
lekin waqt aane pr sabne hakk jataya..
kuch waqt meine v bitaya..
© dr_unknown