...

20 views

my quide ,my hero ,my papa
nasamajh si umar me jab , hume iska pta na tha
ki kya acha hota he ,kisko hum bura kehte
tab mere hathon me tha hanth kisi ka ek
jisne mujhko har pal ladna tha shikhlaya
bhidna tha shiklaya
kehte the wo mujhko ,ki tu he meri jaan
meri jigar ki tukdi tu ,meri jaan se pyari tu
bas ek baat ka rakhna khayal ki jhukna mat tu kabhi or na rukna tu kabhi
har me tere saath bas kuch pal ki he baat
jab na hun tere pass fir bhi me tere pass
me tere saath hi hun , tera hathon me hath liye
beta tu baat samajh , galti sab karte hen tubhi to karegi
par yaad rakhna ye baat ki galat na banna kabhi
beta tu baat samjh bura to ho jata h
par yaad rakho ye baat tu bura na banna kabhi
(ab nahi likh। sakti iske aage poem to bohat badi h par meri likhne ki himmat nahi ab papa ke saath bitaya har moment yaad aarha h )
sorry!

© my thinking 🤔,my feelings 🤗