...

5 views

Sabaq
Koi gir gaya khud ko uthate-uthate,
Abhi koi utha bhi na tha.

Jitne ilzaam lagaye logo ne usper,
Wo shaks itna jhoota bhi na tha.

Faqat amlo hayal ye samajh ata hai,
Aazad parinda pinjre se ghabrata hai.

Ye udasi ,Ye siyasi or Ye bebasi,
Wohi hawa, Whi ranj or wahi tashnagi.

Ek arsa ho gya mahol ko saanche mai atey, atey,
Fir whi dar, whi dua, whi bandagi.

Har patthar se thoker khani padti hai apne ghar atey- jate.
Khud patthar ban chuka hu mai, Patthar ko samjhate- samjhate.


© ALBAB QUDDUSI POET