6 views
yaar hamara
mausam badla , duniya badli, badal gya ye jamana ,
par ek shaksh jo badal na paaya wo tha yaar hamara !
jab yaar hamara saath hota ,Har ek mushkil ka hal hota ,
Har ek musibat ki dariya me ,wo yaar Mera saahil hota !
shararat ki wo umar bhi kya thi , wo toh bas naadani thi ,
wo sunhare bachpan ke din , uss dosti ki meharbani thi !
chahe baatein bachkani ho ya koi yaadein purani ho ,
Har shararat ki baaton me, saamil jiski kahani ho ,
wo shaksh aur koi nhi tha , wo tha yaar hamara !
© Sachin_🖤

Related Stories
18 Likes
0
Comments
18 Likes
0
Comments