Khamoshiyaa..
Aawazo ki bheed main
chupi rehti hai
to kabhi
bina bole hi
Sab kuch bol deti hai
ye Khamoshiyaa...
baate to Bahut kuch
karna chahta hai ye dil
Par end waqt par
aa jati hai Khamoshiyaa..
tute hue rishto main
malam ka kaam karti hai
Akele insaan ko
himmat deti hai
aur kabhi
soch ke sagar main
doobe hue lekhak ko
sagar se moti bator na sikhati hai ..
Khamoshiyoo se rishte Nahi toot Te
Balki
ek Dusre ko samaj ne ki raah dikhate hai...
in Khamoshiyoo ko
bhi apna na sikh lo
q ki ye tumare Aawazo ki bheed main chupi rehti hai....
ye badi ajeeb si chiz hai
ache dimaag se socho ge
to achi salah degi
warna
Puri zindagi tabaah kar degi
ye Khamoshiyaa...!!!
© Niks Suryawanshi
chupi rehti hai
to kabhi
bina bole hi
Sab kuch bol deti hai
ye Khamoshiyaa...
baate to Bahut kuch
karna chahta hai ye dil
Par end waqt par
aa jati hai Khamoshiyaa..
tute hue rishto main
malam ka kaam karti hai
Akele insaan ko
himmat deti hai
aur kabhi
soch ke sagar main
doobe hue lekhak ko
sagar se moti bator na sikhati hai ..
Khamoshiyoo se rishte Nahi toot Te
Balki
ek Dusre ko samaj ne ki raah dikhate hai...
in Khamoshiyoo ko
bhi apna na sikh lo
q ki ye tumare Aawazo ki bheed main chupi rehti hai....
ye badi ajeeb si chiz hai
ache dimaag se socho ge
to achi salah degi
warna
Puri zindagi tabaah kar degi
ye Khamoshiyaa...!!!
© Niks Suryawanshi