kalankk
vo kehta tha ki vo bahut pyar karta tha
phir bhi shoti shoti baat par darta tha
ke tujhe Jane na dunga
ek din zaroor tujhe apna bnalunga
kya hua tere vadon Ka
Jo Kabhi Kia tha tune
baat uss Raat ki the
m Kam se vapas ari the
glti sirf meri the usne ye kha tha
Mene phn nhi Kiya isilye usne Mera phn ni uthaya tha
main Teri fikar mein pareshan the
is bhayanak duniya se anjaan the
Kuch thik sa ni lg ra tha
itni barish ke mausam m tumhara phn ni lgra tha
Tera fikar tha
aur tere bare mein socha tha
usi Raat mujhe ek drinde ne nocha tha
mein dar gyi the tere phn Ka intezar kr rahi the
main apni akhiri sans tak lad rahi the
sch m us Raat m bahut tadap rahi the
mujhe kbhi bhulaya nhi jyga
kse us raat mujhe rulaya gya tha
Dheere dheere mere kapde utarte rahe
M bejaan c the ,aur aansu girte rahe
M mar rahi the phir bhi ldi the
Hmat nhi the phir bhi khadi the
Mere sapno aur atmvishwas Ka katl kr mko toda tha
Us Raat mujhe akeli ko vha tadpane k liye shoda tha
Phir tume bhi akhbar se ye pta chla tha
Mere sath zindgi nibhane Ka faisla Tumne badla tha
Apna kehte kehte mujhe jooth kehgya
Isi Tarah tere hone Ka Sapna tut gya
Main royi aur chillayi phir bhi tume Apne sath na krpayi
Apne sath hui baat se Nahi tuti itna ,jitna tune tune toda
Aj bhi sawal hai man mein
Ku mujhe aise shoda
Kyun mujhe aise shoda
Ankita Thakur
© All Rights Reserved