5 views
Khokhle Rishtey
Bewafai ka dard kyu hai
jab wafa ki umeed nahi
juda hone ka Darr kyu
hai jab milne ki chahat
hi nahi kisiko apna hi
kyu hai jab usko apna
hone ki naubat hi nahi.
Ajab baat hai rishtey ki
Jo apna hi nahi usko
paraye kehne ki himmat
hi nahi.
© nishi bhatnagarr
jab wafa ki umeed nahi
juda hone ka Darr kyu
hai jab milne ki chahat
hi nahi kisiko apna hi
kyu hai jab usko apna
hone ki naubat hi nahi.
Ajab baat hai rishtey ki
Jo apna hi nahi usko
paraye kehne ki himmat
hi nahi.
© nishi bhatnagarr
Related Stories
16 Likes
5
Comments
16 Likes
5
Comments