...

9 views

khud ki jubani
mujhe khud ki jubani ...
likhni bhut kahani hai...
hogi kami bhut mujhme...
ab kami ko nhi chupani hai..
kyuki khud ki jubani...
likhni mujhe bhut kahani hai...
jo pehchan kho gyi thi meri...
usee ab bnani hai...
kyuki khud ki jubani...
likhni mujhe bhut kahani hai...
samay aagya hai...
jb khud ki kahani sbko sunani hai...





© dr_unknown