...

5 views

Aaj- kal mai kal aaj aur kal se milta hu
Aajkal Mai, Kal ,aaj aur Kal se milta hu

Kabhi tharhta hu khud Mai to kabhi kisi Mai  chalta hu

Aajkal Mai, Kal ,aaj aur Kal se milta hu

Har Roz Mai gamo Mai dubkar khusiya sa nikharta hu

Aajkal Mai, Kal, aaj aur Kal se milta hu

Kisi raat ko chaand ki tarah chupha To subah Suraj sa nikalta hu

Aajkal Mai, Kal, aaj aur Kal se milta hu

Kabhi Andhero sa phela to kabhi roshni sa jalta hu

Aajkal Mai ,Kal ,aaj aur Kal se milta hu
                                  


© yogi