...

6 views

MAZHAB KII KAHANI
#Mazhab kya ha ya mazhab kii kahani suno kya ha ya mazhab kii kahani jaha na Ram ha Na alla Na jesus Na waha guru. Fir vii kya ha ya mazhab .

Mazhab in insaniyat sa pucho kya ha mazhab in bagayrato sa pucho kya ha mazhab ,Mazhab ka nam pa ya din ratt marta ha kabhi apna khoon too kabhi dusro ka khoon bahata ha. Fir vii kya ha mazhab.
Mazhab na koi rang ka name ha na hii roop ka ,Mazhab na kala ha na safed ,Mazhab na din ha na rat ,fir kya ha ya mazhab.Mazhab hamna banaya ha apni charo or kya khoon ma dikhta ha tumha mazhab kyu iss khoon ka rang ha laal kyu iski koi pahachan nahi iss khun ma kyu hindu,musalman ka nam nahi,fir kyu ha ya mazhab.

Mazhab hama kya sikhati ha ya mazhab chalti rahi sa kyu bhatkati ha ya mazhab kyu hamara bich ekta nahi banati ha kyu ya mazhab tumharia ma nahi ha.Na tumhari ma ka rang sada ha ,Na tumahari ma ka rang laal ha jis kook sa usna janam dya usma kon sii mazhab ha .

Aaa jalim duniya tuu na kabhi samjha ha ,na kabhi samjhaga fir vii tuu mazhab ka goon gayaga.fir kya ha ya mazhab, iswar na do insaan banaya tha ek ' ADMI ek OURAT' fir vii kyu tujha samaj nahi ata tuna kyu Mazhab banaya tha waa ra jalim duniya tujha har chij samaj ata ha , tara pass degree ha ,pad likh kar too bara too ban gaya par tuu ajj vii anpar or gawar ha.

KYU,KYU ya na puch tuu mujsa . Tujha aj vii apna ma sa pyar or dusra ka ma sa inkkar ha. Fir vii tuu har subha utta ha. har sam hoti ha fir vii tuu nasamj ha iss duniya sa. kyu ek hii suraj or ek hii chand dubta ha, fir kya ha ya mazhab tara liya itna maina rakhta ha .

Mazhab kya ha ya mazhab,kyu ha ya mazhab tuu apna koo jaan la dusra koo pahchan la uss iswar na hii tujha or mujha banaya ha uss chij sa ajj vii tu anjan ha ,fir kya ha ya mazhab ajj viii iska name pa katlam hota ha , Sarhado ma bawajha khoon bahata ha ,ek ma dusra maa ka dard koo na samjta fir kiss kam ka tara ya mazhab ha.

Kya ha ya mazhab ,kyu ha ya mazhab ,na koi mazhab h na hii koi hindu ha na hii koi musalman ha ,aaa jalim duniya tuu isko kab samjhaga insaniyat tari asli pahachan ha .

Waah ra mazhab ya kya tari pahchan ha issaniyat ka bhas ma tuu ek saitan ha ,kya ha ya mazhab tuu na insaniyat ka pahachan ha.

Ek subha hogi fir sa iss duniya ma jab ishwar ka kahar barsaga uss din tum insaniyat ka lya tarsoga.Fir ma puchuga tumsa kya ha ya mazhab.

kya ha ya mazhab or kyu ha ya mazhab,waa ra ya mazhab.insaniyat ha hamra asli mazhab.Ya na jana kab tuu samjhaga.