...

11 views

Tumhara saath ❤️
Iss quarantine me mene
Kuch tumhare liye likha hai.
Ki jab ye lockdown khatam ho jayega to me tumhe kahi dur le jana chahta hu
Ye faasale jo hamare darmiyaan aa gaye hai ,inhe mitana chahta hu.
Tumhari aankho me dekh kar fhir se ek baar doob jana chahta hu
Mere dil me kuch jazbaad chupe hai jo tumhe batana chahta hu
Me apni Zindagi Ka har ek pal
Sirf tumhare saath bitana chahta hu.❤️
© Feel_the_words