Main tujhe phir milunga. 🌼📝🌼
Main tujhe phir milunga. 🌼📝🌼
Main tujhe phir milunga
Kahan ? Kis tarah ? Pata nahi....
Shayad kisi roz ki subha suraj ki kiran bankar
Tumhare khidaki par aakar tumhe sataunga...
Main tujhe phir milunga. II1II
Main tujhe phir milunga
Kahan ? Kis tarah ? Pata nahi...
Shayad wo barish ke bund bankar
Tumhare rom rom sama jaunga...
Main tujhe phir milunga. II2II
Main tujhe phir milunga
Kahan ? Kis tarah ? Pata nahi...
Shayad tere ghar ke aangan mein khelte baccho mein
Unki usi mein, unke rone mein, unki aankhon baatein krta milunga...
Main tujhe phir milunga. II3II
Main tujhe phir milunga
Kahan ? Kis tarah ? Pata nahi...
Shayad tere khushi ka ek ehsas bankar
Tumhare hothon pe muskura dunga...
Main tujhe phir milunga. II4II
Main tujhe phir milunga
Kahan ? Kis tarah ? Pata...
Main tujhe phir milunga
Kahan ? Kis tarah ? Pata nahi....
Shayad kisi roz ki subha suraj ki kiran bankar
Tumhare khidaki par aakar tumhe sataunga...
Main tujhe phir milunga. II1II
Main tujhe phir milunga
Kahan ? Kis tarah ? Pata nahi...
Shayad wo barish ke bund bankar
Tumhare rom rom sama jaunga...
Main tujhe phir milunga. II2II
Main tujhe phir milunga
Kahan ? Kis tarah ? Pata nahi...
Shayad tere ghar ke aangan mein khelte baccho mein
Unki usi mein, unke rone mein, unki aankhon baatein krta milunga...
Main tujhe phir milunga. II3II
Main tujhe phir milunga
Kahan ? Kis tarah ? Pata nahi...
Shayad tere khushi ka ek ehsas bankar
Tumhare hothon pe muskura dunga...
Main tujhe phir milunga. II4II
Main tujhe phir milunga
Kahan ? Kis tarah ? Pata...