...

6 views

Ek Ladke Ke Zazbaat
Tumhe chahta hu
par batata nahi...
Tumpe hak hai mera
par mai jatata nahi....
Dil bahut kuch kehna chahta hai par mai suna pata nahi....
Tumhe to acche se samajh jata hu
par khud ko kabhi samjha pata nahi...
Tumhare ansu dekhkar dard bahut hota hai...
par kya karu ladka hu na isliye dikhata nahi.
© Sarika